Maine Pyaar Tumhi Se Kiya Hai Video Song Lyrics

Film: Phool Aur Kaante

Hero: Ajay Devgan

Heroine: Madhu

Song Credits Singer(s): Anuradha Paudwal & Kumar Sanu

Music Director: Nadeem Shravan

Lyricist: Sameer

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai
Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai
Ab chaahe jo ho jaaye
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

 

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai
Ab chaahe jo ho jaaye
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu
Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

 

Ailaan yahi karne aaya
Main aaj yahaan marne aaya
Ruswa tujhe main kar jaaunga
Kha ke zehar ab mar jaaunga
Kha ke zehar ab mar jaaunga

 

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai
Ab chaahe jo ho jaaye
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

 

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

 

Dilwale agar mil jaaye yahaan
Phir neend kise phir chain kahaan

 

O tere liye aahen bharta hai dil
Teri aaisi baaton se darta hai dil
Teri aaisi baaton se darta hai dil

 

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

 

Ab chaahe jo ho jaaye
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

 

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

 

Baanhon mein teri din raat rahu
Jag chhod du main o tere saath rahu
O saanson mein basa lu aaj tujhako
Tere bina jeena nahi mujhako
Tere bina jeena nahi mujhako

 

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

 

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

 

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai
Ab chaahe jo ho jaaye
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

 

Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

 

Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

 

Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu.

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *